Raat Sari Baith apni Barbadi ka afsana likha maine,
jab bhi kalam ayi hath khud ko hi deewan likha maine,
chand tarey hi lagey is jahaan main humey apno se,
sari Raat inhi pno ke beech khud ko begana likha maine....
Jal gaye har armaan mere tere pehlu mein aakar,
teri har mulakaat ko majburi ka bahaana alikha maine,
sarey jahaan mein bas ek tumhe hoshmand ka naam diya,
baki har saaj ko bekhudi bhara afsana likha maine.....
tadap tadap ke bhi dil se duaon ka khazana likha maine,
ro padi kalam bhi dard se ho pareshan kuch is tyarah,
tumhe likha ibaadat ki shakal-e-libas ka farishta,
Bas tum ek khusboo is gulshan ki har mausam ko aashiqana likha maine...
shab-e-shahal jehan pe sawar hai tujhe hi elm ka najrana likha maine,
khuda jaanta hai apni hisse viraniyan likhi tere hissey sara zamana likha maine,
tu hi arzoo ek meri aur kuch nahi jahan mein jo chu sakey is dil ko,
apni arzoo ki talaash ki darbadar tujhse muhhabat ke ehsas ko apni deewangi ka paimana likha maine ......

Thanks & Regards,
Ajit Kumar Tiwari

No comments:
Post a Comment